Hume insaaf chahiye
Ek raat ki baat hui jab mareezo ka illaj kar rhi khud mareez hogyi sabko maut ke muh se nikalne waali khud maut ki neend sogyi kuch vaishi darindo ne kaam kiya ghinona tha jisko dekh insaaniyat ko sharminda hona tha ladki aankh meh jab chasma tutgya uska har sapna dekh khudko tutgya jab har aang par uske waar hua ek naari par yun aatyachar hua uska kasur yahi tha ki usne jaan bachani chahi khudhar hokar zindagi guzarni chahi waqt ki koi pabandi nhi dkehi har waqt kaam kiya ek pal na aaram kiya or uss mehnat ka sila insaaniyat ne kuch yun diya ki usse uski zindagi ka samay samat kardiya uske budhe maa baap ko tanha bin beti kaa bana diya kya yhi insaaniyat ka sila diya aab pure desh ki aapeel hai kisi or ke sath naa ho yeh aapradh iss daridgi ko rokna hoga uske liye har kisiko ko ek jut homar insaan ban kar sochna hoga hewaano ko haarana hai uske liye hume insaaf paana hai hume iss baat ka malal hai ke hamara haq ke insaaf par itna kyun sawaal hai hume ye desh bhen beti aurto ke l...